Meri Ulfat Madine Se Yunhi Nahi Lyrics: Heart-touching Naat Sharif sung by Sarwar Hussain Naqshbandi, Hina Nasrullah, Hafiz Ahmad Raza Qadri, Allama Hafiz Bilal Qadri, and more.
Meri Ulfat Madine Se Lyrics
Meri Ulfat Madine Se Lyrics In English
Meri Ulfat Madine Se Yun Hi Nahi
Mere Aaqa Ka Roza Madine Mein HaiMein Madine Ki Jaanib Na Kaise Khinchu
Mera Deen Or Duniya Madine Mein HaiArsh E Aazam Pe Jis Ki Badi Shaan Hai
Roza E Mustafa Jis Ki Pehchan Hai
Jis Ka Hum Palla Koi Mohalla Nahi
Ek Aisa Mohalla Madine Mein HaiMeri Ulfat Madine Se Yun Hi Nahi
Mere Aaqa Ka Roza Madine Mein HaiPhir Mujhe Mout Ka Koi Khatra Na Ho
Mout Kya Zindagi Ki Bhi Parwah Na Ho
Kaash Sarkaar Ek Baar Mujh Se Kahe
Ab Tera Jeena Marna Madine Mein HaiMeri Ulfat Madinay Say Yun Hi Nahi
Mere Aaqa Ka Roza Madinay Main HaiSarware Do Jahaan Se Dua Hai Meri
Ye Budo Chashmey Tar Ilteja Hai Meri
Un Ki Fehreest Mein Mera Bhi Naam Ho
Jinn Ka Roz Ana Jaana Madine Mein HaiMeri Ulfat Madinay Say Yun Hi Nahi
Mere Aaqa Ka Roza Madinay Main HaiJab Nazar Suye Taiba Rawana Hui
Sath Dil Bhi Gaya Saath Jaan Bhi Gai
Mein Muneer Ab Rahunga Yaha Kisliye
Mera Sara Asasa Madine Mein Hai.Meri Ulfat Madine Se Yun Hi Nahi
Mere Aaqa Ka Roza Madine Mein HaiMeri Ulfat Madine Se Lyrics
Meri Ulfat Madine Se Lyrics In Hindi
मेरी उल्फत मदीने से यूँ ही नहीं,
मेरे आक़ा का रोज़ा मदीने में है।मैं मदीने की जानिब न कैसे खींचूं,
मेरा दीन और दुनिया मदीने में है,फ़िर मुझे मौत का कोई ख़तरा न हो,
मौत क्या ज़िंदगी की भी परवा न हो,
काश ! इक बार सरकार मुझ से कहें,
अब तेरा जीना-मरना मदीने में है।अर्श-ए-आज़म से जिस की बड़ी शान है,
रोज़ा-ए-मुस्तफा जिस की पहचान है,
जिस का हम-पल्ला कोई मोहल्ला नहीं,
एक ऐसा मोहल्ला मदीने में है।सरवर-ए-दो-जहाँ ! से दुआ है मेरी,
हां ! यही चश्म-ए-तर इल्तेजा है मेरी,
उन की फेहरिस्त में मेरा भी नाम हो,
जिन का रोज़ आना-जाना मदीने में है।जब नज़र सू-ए-तयबा रवाना हुई,
साथ दिल भी गया, साथ जां भी गई,
मैं मुनीर अब रहूँगा यहाँ किस लिए !
मेरा सारा असासा मदीने में है।Meri Ulfat Madine Se Lyrics
Meri Ulfat Madine Se Lyrics Song Video
Frequently Asked Questions (FAQ):-
Q1. What is the title of the song and who is the artist?
A1. The title of the song is “Meri Ulfat Madine Se” and the artist who performed it is Hafiz Ahmed Raza Qadri.
Q2. What is the meaning of the lyrics in English?
A2. The lyrics of “Meri Ulfat Madine Se” express the singer’s love and devotion for the Prophet Muhammad and the holy city of Medina.